Tu Jab Bhi Koi DUA Kare
Mera RAB Tujhe Woh Ata Kare
Teri Jholi Khushiyon se Bhari Rahe
Bin Mange bhi Sab Ata Kare
Tere Haath Uthe Baad Me
Mera Rab Woh Pahle Ata Kare
Ameen
Ads.
Friday, December 31, 2010
Saal Ka Aakhri Din Hai
Abhi Kuch Dhoop Hai Lekin
Zara Si Dair Ko Taih Hai Keh" Akhir Shaam Hona Hai
Haqiqat Ya Kahani Jo Bhi Hai Anjam Hona Hai
Chalo Mil Beth K Apne Khasare Baant Lete Hain !
Sab He Rang " Jugnu" Aor Sitare Baant Lete Hain

Haqiqat Ya Kahani Jo Bhi Hai Anjam Hona Hai !
To kiun Na Kuch Shaam Se Pehle
Jo Kuch Ghariyaan Mayyassar Hain
Unhi Mein Zindgi Kar Lain
Koi Ehsaas Ki Shamma Jala Kar
Inn Andheron Main
Koi Dam Roshni Kar Lain !
Chalo Hum Dosti Kar Lain

Tuesday, December 28, 2010
Goongi Ho Gayi Aaj Kuch Zuban Kehte Kehte
Goongi Ho Gayi Aaj Kuch Zuban Kehte Kehte,
Hichkicha Gaya Main Khud Ko Musalman Kehte Kehte.
Ye Baat Nahi Ke Mujh Ko Us Par Yaqeen Nahi,
Bas Dar Gaya Khud Ko Sahib-E-Imaan Kehte Kehte.
Taufeeq Na Hui Mujhe Ek Waqt Ki Namaz Ki,
Aur Chup Hua Moazzan Azaan Kehte Kehte.
Kisi Kafir Ne Jo Pucha K Ye Kya He Mahina,
Sharam Se Pani Hua Main Ramzaan Kehte Kehte.
Meri Almari Me Gard Se Ati Kitaab Ka Jo Pucha,
Main Garh Gaya Zameen Me Quraan Kehte Kehte.
Ye Sab Sun Ke Chup Saadh Li “IQBAL” Us Ne,
Yun Laga Jaise Ruk Gaya Ho Mujhe Haiwaan Kehte Kehte

Subscribe to:
Posts (Atom)